Skip to main content

Featured

Vegetable Sandwich Recipes 2020 CategorySeperator

  Vegetable Sandwich Banane ki Vidhi: Namaskar doston ,Yummy Recipes kitchen me aapka swaagat hai .Aaj mai btaungi ki Vegetable Sandwich Recipes 2020 kaise bnaya jata hai. Yeh bahut hi saral aur aasan hai . yah skool se vaapas aane ke baad bachchon ke lie shaam ke naashte ke roop mein parosa ja sakata hai ya subah ke naste me bhi rakh skte hai. sabjiyon mein maujood poshak tatv kacchi sabjiyon ke roop mein aur kam calories hone ke sath barakaraar hain. Vanaspati saindavich mein vitaamin K, vitaamin E, vitaamin C, Proteins, Calcium aur aahaar Fiber prachur maatra mein hote hain. hamesha ki tarah har koi is nuskhe ko aajamaata hai. Is recipes ke baare mein Comment boxs mein likhen. Please es Vegetable Sandwich Recipes 2020 ko apne dosto ke sath share bhi kre. Es channel pr mai daily nayi nayi Recipes post krti hu to Es channel ko zarur Follow Kre . Aaiye dekhate hain vejetable Sandwich ki bnane ki vidhi lekin usse pahle aaiye hum jante veg sandwich ke samagri ke bare m

Sabudana Khichadi Recipes In Hindi

  How to make  Sabudana Kichadi

Sabudana Kichadi Recipes:-    Sabudana ki Kichadi ek Indian Recipes hai .  Sabudana ki kichadi generally hum fasting days (upvas ke din) me banate hai ....jaise ki  Navaratri, Janamastmi . Sabudana kichadi ko hum breaakfast me b le skte h kyunki ye hamare sehat ke liye bhi kafi fayade mand hota  hai kyonki yah khichadee bahut saare masaalon ka upayog nahin karatee ha .yah khichadee behad hi saral aur svaadisht hai.yah aamataur par moongaphalee, mirch, jeera aur karee patte ke saath svaadisht hota hai.



Chaliye jante hai Sbudana Kichadi bnane ke kuch jaruri samagri :-

  • 1 kap saabudaana 180 graam,
  • 1 cup water
  • 1 table spoon olive oil ya aap apne pasand ke oil ka upayog karen, ya ghee ka upayog kar sakte ha
  • 1/2 table spoon jeera
1 potato barik kata hua
  • 2 table spoon peanut(moongfali)
  • 1-2 green chilli (haree mirch)barik kata hua, svaad ke anusar
  • 6-7 karee patta
  • 1/2 table spoon namak (swadanusar)
  • neembu sawadanusar

Step-1: Sabudana kichadi ko bnane se pahle sabudana ko 3 ya 4 gante phle pani me bhigo(soked) kr rakh de. Isse Sbudana ke dane alag alag ho jayenge, jo sabudana kichadi ko behtar bnata hai.

Step-2:    Ab hum ek pan(kadai) lenge aur stove par low medium par  garm krenge. Fir Isme (kadai)  me 1 table spoon oil(tel)  dalengen. 30 second bad, 1/2 table spoon jeera or 1/2 table hari mirch(green chilli ) dalenge or ise 1 min ke liye pakne denge. Iske baad hum Isme kate hue aaloo ko dalengen aur aaloo ko 10 min tk pakne dengen. Aaloo pkne ke baad ke ab hum sabudana dalenge jo humne bhigo (soked) kar rakha tha aur Isme sawadanusar namak bhi daal dengen .Hum Ise 2 min ke liye pakne dengen. Sawad badane ke liye aap isme karee patta ya dhaniya ki patti bhi daal skte hai.



Step-3:  Hamari Sabudana kichadi Recipes taiyar hai...Ab Ise hum apne anusar serve kar skte hai.  

        Thank you😊


Comments

Popular Posts